ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Bank LoanEducation Loan

Axis Bank Education Loan Kaise Le | Interest Rate , Apply Online

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Axis Bank Education Loan ke bare mein Janna chahte ho to hamari is post ko aakhir Tak jarur padho. Kyunki aaj ki is post mein ham aapko Axis Bank Education Loan ke related sari jankari pradan karke Dene Wale Hain.

Kya doston ham Janna chahte Hain ki Axis Bank kitni amount ka education loan provide karta hai? Kya aap Janna chahte Hain Axis Bank agar education loan deta hai to use per aapko kitne pratishat ke hisab se interested lagaya jata hai? Kya aap Janna chahte Hain ki Axis Bank Education Loan lene ke liye aapke pass kaun-kaun se document hone chahie aapko kaun-kaun si eligibility criteria ko pura karna hota hai aur aapko kaun-kaun se benefit dekhne ko milte Hain yah sari jankari aaj ki is post mein aap janenge. Education loan ke liye aap apply kaise kar sakte hain kaun-kaun aavedan kar sakta hai.

Also Read -: HDFC Bank Business Loan Apply Online | Interest Rate

To bus aapse ek nivedan hai ki aap hamari is post ko aakhiri Tak jarur padh Dena kyunki is post ko aake Tak jab aap padh lenge to aapko Puri tarah se pata lag jaega ki Axis Bank Education Loan kya hai kitne Tak ka mil sakta hai. To chaliye doston sabse pahle ham baat kar lete hain benefits ki jo aapko Axis Bank Education Loan ke dwara dekhne Ko mil jaate Hain.

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Axis Bank Education Loan

ADVERTISEMENT

Axis Bank Education Loan Benefits

Yahan per aap bahut adhik ka loan bhi le sakte hain lekin aapko yahan per Jo kam se kam Lo minimum amount dekhne Ko milta hai vah 50000 ki hoti hai.

Jo aapko loan milega vah loan aapke tution fees cover Karega vah aapke hostel charges cover Karega kitabon ka kharcha pura Karega aur aapke alag-alag Jo expences honge aapki study ke during vah bhi yah complete pay Karega.

Aur aapko yah log kitna milega kitne time ke liye milega yah aapki eligibility aur aapki subject Ko dekhkar alag-alag prakar se case tu case veri karke approve Kiya jata hai.

Axis Bank Education Loan aapko bahut hi jyada attractive interested per dekhne Ko mil jata hai aur yah aapko interested Repo rate se link hue milte Hain.

Pre admission Sanction -: yahan per aapko doston ek aise suvidha milati hai ki aapko admission hone se pahle hi loan de diya jata hai yani kuchh kuchh University aisi hoti hai jo aapko admission tabhi deti hai jab aap unko paise dete Hain lekin aapke pass itni amount nahin Hoti ki aap use University ko de sake To aisi sthiti mein agar aap is University ko batate Hain ki unhone kahin se loan lena hai to vah aapse loan ka sanction later mang lete Hain To aap aisi sthiti mein Axis Bank ka istemal kar sakte hain jo aapko admission karane mein bahut hi jyada sahayata Karega.

No margin on education loans -: agar aap yah education loans ko Axis bank se lete Hain To yahan per aapko koi bhi margin nahin dekhne Ko milta isase hamara matlab hai ki agar aap Bharat mein rahakar 4 lakh Tak ka loan lete Hain To vahan per aapko kisi bhi percent ka margin nahin dekhne Ko milta hai. Aur bhai agar aap loan 4 lakh se jyada amount ka lete hain to aapko 5% ka margin use education loan per dekhne Ko mil jata hai.

Yahan per aapko education loan per 15 percent ka margin bhi dekhne Ko milta hai agar aap 400000 se jyada kar lo overseas studies ke liye lete hain yani agar aap bahar kisi Desh mein jakar padhaai karna chahte hain to yahan per aapko 15% ka margin lagaya jaega education loan par.

Axis Bank Education Loan

Axis Bank Education Loan Eligibility Criteria

  • Jo bhi student yah education loan Lena chahte Hain vah Bharat ka nagrik hona chahie.
  • Student ke atlist 50% marks aaye hone chahie apni pichhali education class.
  • Yah education loan 12th pass students Ko Diya jata hai jab vah entrance test ko clear kar dete hai.
  • Aapke pass mein documents hone chahie Jo aapke parents ki ya FIR aapke ko applicant ki regular income ko display karte ho.
  • To Isi ke sath ab ham aapko jankari dete Hain ki Axis Bank Education Loan ke liye aapko kaun-kaun se documents ke retirement Hoti hai yani documents required for education loan.

Also Read -:  KreditBee: Quick Personal Loan Download | How To Apply ?

Axis Bank Education Loan Documents Required

  • Agar aapke Mata pita ya fir coapplicate salary individual hai to aapko niche diye Gaye documents ki jarurat hoti hai
  • Aapke pass KYC document hone chahie.
  • Aapke pass bank statement and passbook honi chahie jo ki pichhle 6 mahine purani honi chahie.
  • Aapke pass ek guaranter form hona chahie.
  • Aapke pass ek admission later ki photo copy honi chahie jo aapko institute ke dwara provide Kari jayegi jismein aapke fees schedule acche se dikhaya Gaya hoga.
  • Aapke pass marksheet honi chahie aur passing certificate honi chahie jo aap 10th 12th aur degree courses ke Laga sakte hain.

Also Read -: Top 15 Best Loan Application In India 2022

Documents required for first disbursement

  • Doston agar to aap loan lete hain aur aap pahli disbursement ka istemal karna chahte hain to aapko niche diye Gaye documents ki jarurat hogi.
  • Aapke pass college aur university ke dwara Diya Gaya demand later hona chahie.
  • Loan agreement Jo Axis Bank aapko provide karega use per applicant aur Ko applicant ke signature hone chahie.
  • Jo sanction later hai vah bhi applicant or ko applicant ke dwara signature hona chahie.
  • Disbursement request form bhi applicant or co-applicant donon ke dwara sign up hona chahie.
  • Agar aap overseas kisi college mein padhte hain to aapko a tu sign form Diya jaega Jo applicant ya FIR ko applicant ke dwara sign Kiya Jana chahie.

Inke bad doston agar aap aage bhi loan disburse karvate rahana chahte Hain To aapke pass upar wale documents to hone hi chahie lekin aapko Keval ek document ki jarurat hoti hai jo ki , aapke college ke progress ko dikhate ho.

Jinmen exam progress report, marksheet & bonafide certificate hona chahie aap ine teenon mein se koi bhi ek ka istemal karenge to aapko Axis Bank Education Loan aage ke loan bhi provide karta rahata hai.

 

To ab baat karte hain doston Axis Bank Education Loan se agar aap loan Lena chahte Hain To aap iske liye apply kaise kar sakte hain?

Also Read -: Kotak Mahindra Bank Car Loan Apply Online|Review, Interest Rate

Axis Bank Education Loan APPLY

To doston agar aap koi bhi bank se loan Lena chahte Hain To aapke pass do raste hote hain ya to aap offline loan le le ya to aap online loan ke liye aavedan kar den. Agar aap online loan ke liye aavedan karna chahte hain to aapko inki Bank ki website per Jana hota hai Jahan per jakar aapko apne mobile number ke sath login kar lena hota hai mobile number dene ke साथ-साथ aapko apna Naam email id state city yah sab bharna hota hai unke bad aapane jo mobile number diya hota hai use mobile number loan per Bank ke dwara phone call kiya jata hai aur aapko aage loan ki jankari Di jaati hai jiske bad aap loan ke liye apply kar sakenge.

 

To doston aaj ki Mari is post mein itna hi ummid karta hun aapko hamari aaj ki post acchi lagi hogi aur aapko hi pata Laga hoga ki Axis Bank Education Loan se aap log kaise le sakte hain aapko kaun-kaun se documents ki jarurat Hoti hai eligibility criteria kaun-kaun se hota hai. To Abhi ke liye itna hi ham aapse milte Hain ki aane wali post mein kab Tak ke liye hamen aagya dijiye aur agar to aap Jana chahte Hain Bank Of Baroda Personal Loan se personal loan kaise le sakte hain to aap vah artical bhi padh sakte hain.

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

ADVERTISEMENT

Back to top button