ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Bank LoanBusiness Loan

HDFC Bank Business Loan Apply Online | Interest Rate

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

HDFC Bank se Business Loan ke bare mein Janna chahte ho? Ki aapko HDFC Bank se kitne Tak ka Business Loan mil sakta hai kitne interested per Business Loan mil sakta hai kitne tenure per loan milega kaun-kaun si eligibility criteria ko pura karna hoga aur aapko kaun-kaun se alag-alag features dekhne Ko mil jaate Hain kaun-kaun si documentation ko pura karna hoga, kya aap ine sab ke bare mein Janna chahte Hain?

To doston yakin maniye aap hamari bilkul sahi post per aaye Hain kyunki aaj ki is post mein ham aapko HDFC Bank Business Loan ke bare mein batane Wale Hain.

Aaj ki is post mein ham aapko yah bataenge HDFC Bank Business Loan ke liye aapko apply kaise karna hota hai aapko kaun-kaun se men features dekhne Ko mil jaate Hain aap agar loan ke liye apply karna chahte hain to aapko kaun-kaun si eligibility criteria ko pura karna hota hai, aapko kaun-kaun se fees and charges dekhne ko milte Hain HDFC Bank ke dwara. Aur aapko kaun-kaun se documentations ki jarurat hoti hai aur aakhir mein ham aapko yah bhi bataenge ki aapko is loan ke liye online apply kaise karna hota hai?

so aap se request hai ki please aap hamari is post ko aakhir Tak jarur padhen kyunki ham nahin chahte ki aap Aadhi adhuri jankari lekar hamari is post ko aakhir Tak Na pade aur FIR aap ke man mein koi bhi sawal rahe to chaliye doston sabse pahle ham baat kar lete hain HDFC Bank Business Loan men features ke bare mein.

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

HDFC Bank Business Loan Features

ADVERTISEMENT

HDFC Bank Business Loan Features

Yahan per aapko 40 lakh Tak ka loan dekhne Ko mil jata hai Jo ki aapko India mein kahin per bhi dekhne ko milega. Iske sath yah loan aapko 5000000 Tak ka bhi dekhne Ko mil jata hai Jo ki kuchh selected locations mein hi available hai. Aur yah loan aapko Bina kisi Ko lateral ke milega aur aapko koi bhi guarantor nahin chahie hoga lekin jab aap loan ki slip lenge to aapko ek collateral ya FIR character ki jarurat hoti hai jo ki yah sunishchit Karega ki aapane loan HDFC Bank se liya hai.

Yahan per aapko loan transfer ki suvidha bhi milati hai jiske according agar aap kisi aur Bank se Business Loan ko HDFC Bank mein transfer karte hain to aapko yahan per Lo EMI dekhne Ko mil jaati Hain.

Yahan per aapko 60 seconds ke andar andar Business Loan eligibility check karne ki suvidha mil jaati hai ki aap sirf 60 second ke andar yah pata kar sakte hain ki aapko loan milega ki nahin milega aur aapko loan amount bahut hi quick process ke sath aapke Bank account mein transfer kari jaati hai.

Yah loan aapko 12 mahine se lekar 48 mahine ke flexible tenure rate per mil jata hai.

Yahan per agar aapko koi bhi help chahie is Bank ke dwara to aap mobile phone ki sahayata se phone Banking ki help se yah prapt kar sakte hain.

Inke sath hi aapko yahan per life coverage benefits bhi dekhne ko milte Hain yahan per aapko tax benefits bhi mil jaate Hain aur aapko convenient package milta hai loan plus insurance aur bhi bahut sare fayde aapko dekhne Ko mil jaate Hain Jo aapko kisi bhi accident paristhiti mein aapki sahayata karenge.

 

HDFC Bank Business Loan Eligibility

  • Agar koi Insan self employed individual hai ya fir vah kisi private company mein kam karta hai ya kisi partnership form mein involved hai jo ki manufacturing ke business mein hai to vah prapt kar sakta hai.
  • Aapke business ka kam se kam turnover 4000000 ka hona chahie.
  • Agar koi ek individual loan Lena chahta hai To usko apne business mein kam se kam 3 sal ke liye hona chahie aur uske pass 5 sal ka business experience Ho.
  • Aapka business pichhle 2 salon se lagatar profit making Ho.
  • Aap sal ka kam se kam 1.5 lakh ka ITR bharate Hain.
  • Jo applicate is loan ke liye apply karna chahta hai uski age kam se kam 21 sal ki honi chahie aur loan maturity khatm hone Tak uski age 65 se kam honi chahie.

HDFC Bank Business Loan Fees and Charges

HDFC Bank Business Loan Fees and Charges

Yahan per aapko doston kuchh fees charges dekhne Ko mil jaati hai jinmen Sabse pahle ham interested ki baat karenge.

Interest rate

– yah loan aapko kam se kam 10% ke interest rate per mil jata hai aur jyada se jyada is per aapko 22.5 0% ka interest lagaya jata hai.

Processing charges

– yahan per aapko loan amount ki 2% processing fees dekhne Ko mil jaati hai. Lekin agar koi micro and small enterprises loan lete hain 5 lakh se jyada ka to un per aapko kisi bhi prakar ki processing fees charge nahin Kari jayegi.

Pre payment

– yahan per aapko kisi bhi type ka pri payment charge nahin dekhne Ko milta hai jo pre payment hai yah aap 6 EMI Tak nahin kar sakte hain lekin inke bad aap free payment kar sakte hain.

Pre payment charges

– doston agar to aap 6 mahine se lekar 24 mahine ke bich mein sare loan amount ko pahle hi wapas kar dete Hain To aapko 4% ki pri payment charge dekhne ko milegi aur agar aap 36 mahine ke bad wapas karte hain loan amount ko yani aap loan tenure khatm hone se pahle hi loan ko wapas karte Hain To yahan per aapko 2% ki fees dekhne ko milegi.

Lekin yahan per aapko ek baat ka Dhyan rakhna hoga ki agar kisi small enterprises ne ya fir micro enterprises ne loan 50 lakh ka liya hai to vah aapko, Bina kisi prepe mein charges ke bhi wapas karne ka mauka mil jata hai.

OverDue EMI Interest

Yah aapko do percent per mahine ke hisab se dekhne Ko milta hai

 

Documentations

  • Aapke pass ek Business Loan application hoga jinke sath-sath aapko niche diye Gaye documents ko lagana hoga
  • PAN card
  • Aapke pass kuchh identity proof honge Jo HDFC Bank dekhega jinke liye aap niche diye Gaye documents ka istemal kar sakte hain.
  • Aadhaar card
  • Passport
  • Voter ID
  • PAN card
  • Driving licence
  • Aapko adress proof ki jarurat bhi hogi jinke liye aap upar diye Gaye documents ka bhi istemal kar sakte hain
  • Aapko pichhle 6 mahine ki Bank statement chahie hongi
  • Aapke pass latest ITR Ko nahin chahie aur aapke pass yah bhi proof hona chahie ki aapka business pichhle 2 salon se lagatar profit mein rah raha hai.

 

To ab baat kar lete hain aapko is Business Loan ke liye apply kaise karna hai

HDFC Bank Business Loan Apply Kaise Karen?

HDFC Bank Business Loan Apply Kaise Karen?

  • Sabse pahle aapko HDFC Bank ki website per jana hai. Jo aap Google ki madad se ja sakte hain.
  • Iske liye aapane Google per search kar rahe hain HDFC Bank Business Loan Den aapke samne jo bhi pahla result aaega aapane vahan per jana hai vah result aapko HDFC Bank ki website per le jaega.
  • Vahan per aapko ek ‘ APPLY ONLINE ‘ ka vikalp dekhne Ko mil jaega then aapko apne mobile number ke sath ismein register karna hai aapko apna mobile number bharna hai fir aapane PAN card number per dena hai.
  • Jab aap apna mobile number aur PAN card bharenge tab aap apni eligibility check kar sakenge.
  • Then aapko loan amount use karni hogi fir aapko apni details ko verify karvana hoga unke bad aapko Bank ke dwara phone call aaega aapki aur thodi si details ko verify Kiya jaega Den aap Mani ko receive kar lenge.
  • To is tarah se aap HDFC Bank se Business Loan le sakte hain.

 

So friends aaj ki hamari is post mein vate karta hun aapko acchi jankari prapt Hui hogi aur agar aapka koi bhi sawal hai HDFC Bank Business Loan ki related to aap hamen niche comments mein jarur poochhen ham unka mens ka aapko jarur jawab denge aur agar aapko koi dost rishtedar bhi HDFC Bank se Business Loan Lena chahta hai to use Tak hamari is post ko bhej den.

Agar to aap Janna chahte Hain Bank Of Baroda Personal Loan ke bare mein to aap yahan per click karke usko padh sakte hain.

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

ADVERTISEMENT

Back to top button