Lenditt Loan App
ADVERTISEMENT
Aaj hum aapko Lenditt Loan App ke baare mein btayenge. Lenditt Loan App se kitna loan milta hai? Aapko kitne time ke liye loan mil sakta hai? Lenditt Loan App Se kitne interest rate par loan milta hai? Aur aap is application se loan kaise le sakte hai? Ye sab aaj ki is post mein hum aapko btayenge.
Also Read -: ICICI Bank Coral Credit Card Benefits, Lounge Access, Rewards Points |
Loan Amount | ₹10,000-₹50,000 |
Interest Rate | 0%-30% |
Tenure Rate | 3-6 months |
Stamp Charges | ₹310 |
Processing Fees | ₹350/5% |
Also Read -: AIRTEL PAYMENT BANK SE LOAN KAISE LE? AIRTEL THANKS APP SE LOAN KAISE LE?
Lenditt Loan App Review ?
Ye Ek loan pradan karne wali application hai. Jiske Play Store par 1,00,000+ se jyada download hai. Aur aap yhan se 50,000 tak ka loan le sakte hai.
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT
Lenditt Loan App Loan Amount
Doston Lenditt Loan App Se Aap Loan ₹10,000-₹50,000 Ka Loan Le Sakte Hain.
Also Read -: ShinyRupee Loan App Se Loan Kaise Le | ShinyRupee Loan App Review
Lenditt Loan App Interest Rate
Doston Lenditt Loan App Se Aapko 0%-30% ka byaj dekhne ko mil jata hai.
To Doston Lenditt Loan App Se Aapko Kitna Interest Rate Lagaya Jaega Iske Bare Mein Aap Ko Pata Lag Gaya Hai Ab Ham Baat Kar Lete Hain Lenditt Loan App Aapko Jo Loan Milega Weh Loan Aap Ko Kitne Samay Ke Liye Diya Jaega Yani Aapko Tenure Rate Kitna Dekhne Ko Milta Hai.
Also Read -: Bank Of Baroda Gold Loan Kaise Le | Bank Of Baroda Gold Loan Interest Rate 2022
Lenditt Loan App Tenure Rate
Lenditt application ke dwara apako 3-6 months ke liye loan mil jata hai.
Ab Ham Baat Kar Lete Hain Doston Lenditt Loan App Se Loan Lene Ke Liye Aapko Kaun Kaun Se Document Ki Jarurat Padegi.
Also Read -: SBI Simply Click Credit Card Kaise Le | Benefits, Fees & Charges ?
Lenditt Loan App Documents
- PAN Card
- Election Card or Driving License
- Aadhaar Card
- Salary Slip or Official Work email ID
- Salary Account Bank Statement
- Aadhar Card
Also Read -: Bandhan Bank One Credit Card Kaise Le? Review & Benefits
Lenditt Loan App Example
Borrow ₹1000 For 3 Months, Repay With 3 Payments – Payment 1: ₹354, Payment 2: ₹354, Payment 3: ₹353. PRocessing Fee ₹149. Total Repayable ₹1061 (Based On Loan Tenure Of 92 Days). Maximum Apr – 36%.
Also Read -: HDFC Regalia Credit Card Kaise Le| Reward Points & Interest Free
Ab Baat Kar Lete Hain Lenditt Loan App Se Loan Lene Ke Liye Kisi Bhi Vyakti Ko Kaun Kaun Si Eligibility Criteria Ko Pura Karna Hota Hai.
Also Read -: Cloud Loan App Se Loan Kaise Le | Cloud Loan App Review |
Lenditt Loan App Eligibility criteria
- Aapki monthly income kam se kam ₹20,000 honi chahiye.
- Aap ek salaried individual ho.
- Aapki age 21 saal se upar ho.
Also Read -: Citi Cash Back Credit Card Kaise Le | Benefis & Review |
Ab Aapko Humne Kiya Bata Diya Hai Lenditt Loan App Aap Ko Kitne rAshi tAk Ka Loan Mil Sakta Hai Kitne Interest Per Loan Milega Aapko Loan Ke Liye Samay Kitna Diya Jaega Ya Nahin Aapko Tenure Rate Kitna Dekhne Ko Milta Hai Ab Baat Kar Lete Hain Doston Lenditt Loan App Se Loan Aap Kaise Le Sakte Hain.
Lenditt Loan App Se Loan Kaise Le?
- Sabse Pahle Aapko Google Play Store Se Isko Download Karna Hai.
- Iske Bad Aapane Is Application Ko Sari Permission De Deni Hai.
- Now Aapane Ismein Sign Up Karna Hai Aur Agar To Apne Pahle Se Sign Up Kiya Hua Hai To Aap Login Bhi Kar Sakte Hai.
- Iske Bad Aapane Terms And Condition Ko Accept Karke Aage Badhana Hai.
- Iske Bad Aapane Apni City Ka Naam Bharna Hai. Aapko Dhyan Rakhna Hai Ki Aap Jis City Mein Rahte Ho Use City Mein Yah Company Loan Deti Ho.
- Fir Aapke Samne Ek Popup Aaega Jismein Aapko Yah Poochha Jaega Ki Aap Loan Ke Liye Eligible Hai Ya Nahin Hai. Jiske According Agar Aapki Salary ₹20000 Se Kam Hai To Aap Loan Ke Liye Eligible Nahin Honge.
- So Agar Aapki Salary 20000 Rupya Hai To Aap ‘I M ELigible’ Per Click Karke Aage Badhenge.
- Ab Apne Apna Naam Bharna Hai Kiske Bad Aapane Apna Mobile Number Bhar Dena Hai.
- Ab Jo Bhi Mobile Number Bharenge Use Per Otp Aaega Aapane Use Otp Ko Is Application Mein Bharkar Apne Mobile Number Ko Verify Kar Lena Hai.
- Ab Aapne Ek Email Id Bharni Hai Jis Per Otp Aaega Use Otp Ko Aapane Is Application Mein Bhar Ke Apni Email Id Ko Bhi Verify Kar Lena Hai.
- Iske Bad Aapane Ek Selfie Khinchni Hai Selfie Khinch Kar Aapane Yahan Per Is Application Mein Upload Kar Deni Hai.
- Fir Aapane Apne Company Ka Naam Bhar Dena Hai Jahan Per Aap Kam Karte Hain Aur Aapane Apni Work Location Ko Pin Kar Dena Hai.
- Ab Aapane Pichhle Mahine Ki Salary Slip Ko Upload Karna Hai.
- Iske Bad Aapane Kyc Verification Karni Hai.
- Aur Aapane Apne Bank Account Ki Details Bhar Deni Hai Jiske Liye Aapko Apni Passbook Ki Photo Bhejni Hogi.
- Iske Bad Doston Agar Aap Loan Ke Liye Eligible Honge To Aapko Loan Aapke Bank Khate Mein Transfer Kar Diya Jaega.
Also Read -: SBI LIFE – SAMPOORN CANCER SURAKSHA Adavanteges |
Doston Is Post Mein Upsthit Nahi Jana Ki Lenditt Loan App Se Loan Ke Liye Aap Aavedan Kaise Kar Sakte Hain Lenditt Loan App Se Loan Lene Ke Liye Kaun Kaun Se Dastavej Aap Kuchh Aaenge Honge Lenditt Loan App Se Aap Ko Kitne Samay Ke Liye Loan Mil Sakta Hai Aapko Interest Rate Kitna Lagaye Jaega. To Doston Agar Aapko Hamari Post Acchi Lagi Hai To Ham Mein Please Is Post Ko Share Karen Aur Hamen Comments Mein Bataen Agar Is Post Ke Sambandhit Aapka Koi Bhi Sawal Hai To Aap Hamen Niche Comment Mein Poochh Sakte Hain. Aapane Mari Is Post Koi Aant tak Pada Hai Abhi Tak Yahan Per Padh Rahe Hain Apne Apna Kimati Samay Hamen Diya Iske Liye Hamara Aapko Bahut Bahut Aabhar Hai Hum Aap Se Milte Hain agli post Mein Tab Tak Ke Liye Jay Hind.
Also Read -: Citi Prestige Credit Card Features , Benefits , Apply Online Kaise ?