ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Adhar LoanNew Loan AppOnline LoanPersonal Loan

Loaney Loan App Se Loan Kaise Le | Loaney Loan Interest Rate

ADVERTISEMENT

Loaney Loan App

ADVERTISEMENT

Hello Doston! aaj ki is post mein hum aapko Loaney Loan App ke bare mein btane wale hai. Jo Aapko ek 1 saal ke tenure par milti hai. Aaj hum aapko is application ke baare mein btayenge. Loaney Loan Application se kitna loan milta hai? Aapko kitne time ke liye loan mil sakta hai? Loaney Loan App Se kitne interest rate par loan milta hai? Aur aap is application se loan kaise le sakte hai? Ye sab aaj ki is post mein hum aapko btayenge.

Also Read -: FLEXILOANS SE LOAN KAISE LE (FLEXI LOANS APP IN HINDI)

Loan Amount ₹200-₹20,000
Interest Rate 36% per annum
Tenure Rate 92 days
Processing Fees 15%

Also Read -: PAY ME INDIA LOAN APP Se Loan Kaise Le | Review | Interest |

What Is Loaney ?

Ye Ek loan pradan karne wali application hai. Jiske Play store Par 5 Lakh+ se jyada download hai. Aur aap yhan se 20,000 tak ka loan le sakte hai.

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Loaney Loan App Loan Amount

ADVERTISEMENT

Loaney Loan App Loan Amount

doston Loaney Loan App se aap loan Lena chahte Hain to aap kam se kam ₹200 Tak ka loan le sakte hain. adhik se adhik loan ki baat karen to Loaney Loan Application se aap adhik se adhik ₹20,000 ka loan le sakte hain.

Loaney Loan App Interest Rate

Loaney Loan App Interest Rate

Doston Loaney Loan Application se aapko 36% ka byaj dekhne ko mil jata hai.

To doston Loaney Loan App se aapko Kitna interest rate lagaya jaega iske bare mein aap ko pata lag Gaya hai ab ham baat kar lete hain Loaney Loan App aapko jo loan milega weh loan aap ko kitne samay ke liye Diya jaega yani aapko tenure rate Kitna dekhne Ko milta hai.

Also Read -: POSTPE PAYLATER LOAN KAISE LE ?POSTPE APP SE PAYLATER LOAN KAISE LE 

Loaney Loan App Tenure Rate

Loaney application ke dwara apako 92 days ke liye loan mil jata hai.

ab ham baat kar lete hain doston Loaney Loan Application se loan lene ke liye aapko kaun kaun se document ki jarurat padegi.

Also Read -: AIRTEL PAYMENT BANK SE LOAN KAISE LE? AIRTEL THANKS APP SE LOAN KAISE LE?

Loaney Loan App Documents

  • Selfie
  • PAN Card
  • ID Proof jiske liye aap driving license/Voter ID/Passport/Aadhar Card/Utility Bills Ka use kar sakte hai.
  • Aapko 3 months ki bank statements deni hogi.
  • Aadhar Card ka aap istemaal kar sakte hai.

Also Read -: Money View: Personal Loan App Se Loan Kaise Le | Review |

Loaney Loan App Example

Borrow ₹1000 for 3 months, repay with 3 payments – payment 1: ₹354, payment 2: ₹354, payment 3: ₹353. Processing fee ₹149. Total repayable ₹1061 (based on loan tenure of 92 days). Maximum APR – 36%.

Also Read -: Bank Of Baroda Education Loan Kaise Le | Apply Online | Types

ab baat kar lete hain Loaney Loan Application se loan lene ke liye kisi bhi vyakti ko kaun kaun si eligibility criteria ko pura karna hota hai.

Also Read -: HDFC Bank Gold Loan APPLY ONLINE | INTEREST RATE | ELIGIBILITY

Loaney Loan App Eligibility Criteria

  • Dusre number per doston aap Bharat ke nagrik hone chahiye.
  • Sabse pahle to doston aap ki jo umra hai vah kam se kam 18 sal ki jarur hone chahie.
  • Loan unhi ko milega, jo vyakti Salary lete hai.
  • Aapke paas Salary account hona chahiye.

Also Read -: Pocketly Loan App Se Loan Kaise Le | Pocketly Loan App Review

ab aapko humne Kiya Bata Diya hai Loaney Loan Application aap ko kitne Rashi Tak ka loan mil sakta hai kitne interest per loan milega aapko loan ke liye samay Kitna Diya jaega ya nahin aapko tenure rate Kitna dekhne Ko milta hai ab baat kar lete hain doston Loaney Loan Application se loan aap kaise le sakte hain.

Loaney Loan App Se Loan Kaise Le

Loaney Loan App Se Loan Kaise Le

  • Loaney Loan App ko install kare.
  • Apne Social Media Account Ki madad se isme signup kar lena hai.
  • Apni basic details bhar ke aapko apni loan eligibility ke bare mein pta kar lena hai.
  • Apne KYC documents ko Submit kar dena hai.
  • Fir aap loan ke liye Apply karenge.
  • Aapko loan 2 minute mein approved kar diya jayega.
  • Aapke bank khate mein loan 10 min mein transfer lar diya jayega.

Also Read -: Rupeek Gold Loan App Se Loan Kaise Le | Rupeek Gold Review |

doston is post mein upsthit nahi Jana ki Loaney Loan Application se loan ke liye aap aavedan kaise kar sakte hain Loaney Loan Application se loan lene ke liye kaun kaun se dastavej aap kuchh aaenge honge Loaney Loan Application se aap ko kitne samay ke liye loan mil sakta hai aapko interest rate Kitna lagaye jaega. to doston agar aapko hamari post acchi lagi hai to ham mein please is post ko share Karen aur hamen comments mein bataen agar is post ke sambandhit aapka koi bhi sawal hai to aap hamen niche comment mein poochh sakte hain. Aapane Mari is post koi aant tak pada hai abhi tak yahan per padh rahe hain Apne apna kimati samay hamen Diya iske liye hamara aapko bahut bahut aabhar hai hum aap se milte Hain agli post mein tab tak ke liye Jay Hind.

Also Read -: Top 15 Best Loan Application In India 2022

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

ADVERTISEMENT

Back to top button