ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Adhar LoanNew Loan AppOnline LoanPersonal Loan

AIRTEL PAYMENT BANK SE LOAN KAISE LE? AIRTEL THANKS APP SE LOAN KAISE LE?

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Airtel payment Bank se loan kaise le ? Airtel payment Bank loan (Airtel thanks app personal loan) Interest Rate , customer care ,care number, Review etc Airtel payment Bank se loan lene ke liye aapko lambi chori paper process se nhi guzarna padta hai. Airtel payment Bank se aap aasani se hi paperless tareke se loan le sakte hai.

Airtel payment Bank se kisi bhi type ka loan lene ke liye aap apne mobile phone ke through loan le sakte hai. Agr aapka account Airtel payment Bank par nhi khula hai , toh aap apna account online hi Airtel thanks app se apna account open kar skte hai.

Airtel payment Bank se account kholne ke baad aap kisi bhi tarah se loan lene ke liye online request kar sakte hai.

Also Read -: Money View: Personal Loan App Se Loan Kaise Le | Review |

AIRTEL PAYMENT BANK ELIGIBILITY

  • Dosto Airtel payment Bank se loan lene ke liye hume kuch rules and conditions ko fulfill krna hota hai tabhi jaakr humari loan application bank dvara savikaar ki jaati hai . Aayiea jaante hai , Airtel payment Bank se loan lene ke liye aapko kin kin rule aur condition ko fulfill krna hoga.
  • ‌Payment Bank se loan lene ke liye applicant ki age 18+ honi chahiye. Airtel bank payment Bank se loan suvidha sirf Indian ko hi di jaati hai 
  • ‌Applicant ke pass Airtel payment Bank mein khud ka Account hona zaroori hai.
  • ‌Airtel payment Bank se loan lene ke liye aapke pass income ka koi source hona chahiye aur aapki monthly income 10000 se zyda honi chahiye.
  • Agr aap upar likhi baton ko pura karte hai toh aap Airtel payment Bank se loan kaise le ? Airtel payment Bank loan ( Airtel Thanks App personal Loan ) Intereste rate , customer care number, review etc.

ADVERTISEMENT

Also Read -: Bank Of Baroda Education Loan Kaise Le | Apply Online | Types

AIRTEL PAYMENT BANK SE LOAN KE LIYE AAPKO KON KON SE DOCUMENTS CHAHIYE

‌Airtel Bank mein account khulvane ke liye aapko PAN CARD, ADHAAR CARD ya koi other government dvara jaari ki gyi I’d zruri hoti hai

ADVERTISEMENT

‌Iske alava aapke pass Airtel ka number hona bhi zaruri hai.

LOAN LENE KE LIYE DOCUMENTS

  • Airtel payment Bank se loan lene ke liye aapko following documents ki need hoti hai aur yeh documents aapko loan application ko fill karte time upload karne hote hai .aayie jaante hai Airtel payment Bank ke liye loan documents mein kya kya chahiye.
  • ‌PAN CARD
  • ‌ADHAAR CARD Ki photocopy jisme aage pichhe dono taraf se aapka naam aur pta dikh rha ho
  • ‌Adhaar card na hone ki situation mein aap apna driving licence, passport jaise koi other government I’d ko bhi upload kr sakte hai 
  • ‌passport size ka photo
  • ‌E-mail address
  • ‌Aapko apni sallery slip ki photocopy bhi upload karni hogi
  • ‌Aapko apne pichle month ki bank statement bhi upload karni hogi ,jismein aapka bank se len den dekha jayega 
  • ‌current time mein aap ka nivaas sthaan praman Patra bhi aapko upload karna hoga
  • ‌loan lene ke liye aapka credit score check kiya jata hai aur aapka cibil score agr acha nahi hai toh iss situation mein aapki loan application ko reject bhi kiya jaa sakta hai . Isliye civil score ka acha hona bhi zaruri hai.

ADVERTISEMENT

AIRTEL PAYMENT BANK PERSONAL LOAN INTEREST 

AIRTEL PAYMENT BANK PERSONAL LOAN INTEREST 

  • dosto agr hum baat kre Airtel payment Bank se personal loan lene par aapko kitne percent tak ka Bayaj salana taur par dena pdega .toh aapko bta de Airtel payment Bank se personal loan lene hetu aapko 11.99% se lekar adhiktam 59.99% vaarshik dar se Bayaj daro ka bhugtaan karna padhta hai.
  • Bayaj dar aavedan karta ke banking record aur other banko se liye gye loan ke adhaar par tey hoti hai .iske alava aapki job aur aapke rehne ke sthan mein Bayaj daro ki ek karne mein ek important bhumika nibhata hai . Islyi hi Airtel payment Bank se personal loan lete time aapko Bayaj daro ke baare mein puri jaankari le leni chahiye.
  • Kyuki agr aapko 11.99% se personal loan milta hai ,toh yeh boht hi acha hai,agr kisi karnvash aapko 59.99% vaarshik taaro se loan milta hai toh yeh loan aapke liye faydemand nhi hoga.
  • Kyuki aapko itni Bayaj daro se Bayaj ka bhugtaan karne mein apni pocket ka ek bda hissa loan ki adaaygi mein hi chukana pdega.

Also Read -: Cashbean Loan App Se Loan Kaise Le ? Cashbean Loan Review

AIRTEL PAYMENT BANK LOAN TYPES

dosto Airtel payment Bank online rin data bank hai .jiske madhyam se aap apni need ke according online hi loan le sakte hai .Airtel payment Bank se loan lene hetu aapko Airtel thanks app goggle play store se download karna hota hai .iske baad apni need ke according loan le sakte hai .Airtel payment Bank aapko kyi type ke bank loans pradan karta hai jiske madhyam se aap kisi bhi situation mein loan le sakte hai aayie jante hai Airtel payment Bank se kon si loan le sakte hai ( Airtel payment Bank loan kaise le ,Airtel payment Bank loan ,Airtel thanks app personal loan, interest rate, customer care number review etc)

  1. AIRTEL PAYMENT BANK HOME LOANS
  2. AIRTEL PAYMENT BANK PERSONAL LOAN
  3. AIRTEL PAYMENT BANK EDUCATIONAL LOAN
  4. AIRTEL PAYMENT BANK BUSINESS LOAN
  5. AIRTEL PAYMENT BANK CAR LOAN
  6. AIRTEL PAYMENT BANK TWO WHEELER LOAN
  7. AIRTEL PAYMENT BANK GOLD LOAN 

Yeh sabhi type ke loan aapko Airtel payment Bank ke official app par online hi pradaan krayi jati hai aur yeh puri tarh se paperless aur online hoti hai .

AIRTEL PAYMENT BANK SE LOAN KAISE LE (AIRTEL PAYMENT BANK LOAN APPLY)

AIRTEL PAYMENT BANK SE LOAN KAISE LE (AIRTEL PAYMENT BANK LOAN APPLY)

dosto ab jante hai Airtel payment Bank se loan kaise le aur Airtel payment Bank se online loan apply kaise kre.

STEP 1: DOWNLOAD APP AND CREATE ACCOUNT

sabse pehle toh aapko Airtel payment Bank ka official app goggle play store se download karna hoga Airtel payment Bank se office se app ka naam AIRTEL THANKS APP HAI

app ko download karne ke baad aap apna account kholiye jab aap Airtel app se khud ka account khol lenge toh uske baad aapko Airtel thanks apps ke homepage GET LOAN ka bhi option dikhayi dega. get loan par click karne je baad aapko ek new page par le jaata jayega .jahan par aapko vibhin type ke loan dikhaye jayenge ab aap apni need ke according kisi ek loan ka chunav kare. Udharan ke liye aapne Airtel payment Bank se personal loan Lena ke liye aavedan kiya hai toh aapko agle step mein log raashi bharni hogi jitni raashi ki loan aap lena chahte hai use fill kre. Airtel payment Bank se aap nayuntam 3000 rs se lekar zyda se zyda 8 lakh Tak loan ke sakte hai . Iske baad aapko loan ki time limit ka chunaav karna hoga .Airtel payment Bank se laon raashi 3 months se lekar 36 months tak ke liye di jayegi .baad aapko apne area ka pin code no. Daalna hota hai .try kre ki aapke aas pass ki kisi shehar ka no. Hi daale kyuki kyi baar dekha jaata hai . Rural aur urban areas mein airtel payment Bank ki puri suvidhaaye uplabhdh nhi hoti .

Iske kaaran loan reject kar diya jata hai iske baad .aapko aapko Airtel payment ki rules aur conditions ke baad btaya jayega agr aap sabhi rules and conditions ko maante hai toh aapka box ko ache se padh kar aap box ko tick kre aur proceed kre.

STEP 2: Apply For AIRTEL PAYMENT BANK LOAN

ab aapko Airtel bank ke loan partner ke official page fr free direct kiya jayega jo website ya loan company loan Dena chahegi voh aapke no. Par OTP send krenge get OTP par click krne ke baad aaapke oto send kar diya jayega ab aap iss OTP ko fill krde .iske baad apko apne important documents aur basic information app ke dvara fill krni hogi. Important documents ke baare mein aapko upr hi information de di gyi hai .aur aapko basic information mein apna rehne ka sthaan ,area ka naam pin code number mata pita ka naam ,sex ,mobile no. Etc dena hoga iss trh aapko loan application fill hokar tyar ho jaati hai ab aap ek baar apni sare information ko recheck karle .agr khin galti ho toh use sahi karde detail app mein bhrne ke baad aap continue par click kre iske baad aapko eligible loan raashi ke liye bhi btaya jayega ki kitni raashi tak ka loan aapko mil sakta hai. Iske saat sath hi aapko apni bank details bhi fill karni hogi iske baad aapke loan application review ke liye chli jaati hai jhn par loan community aapke loan application par think karti hai agr aapke davra di gyi information correct hoti hai aur apka civil score acha hai toh aapka loan svikar kar liya jata hai .aur loan raashi sidhe hi 24 hrs ke andar aapke bank khaate mein daal di jayegi.

AIRTEL PAYMENT BANK SE LOAN KAISE LE

Airtel payment Bank loan (Airtel thanks app personal loan) interest rate , customer care number Review etc 

AIRTEL PAYMENT BANK LOAN CUSTOMER CARE NUMBER

Dosto agr aapko Airtel payment Bank se loan lene mein kisi type ki asuvidha mehsoos hoti hai toh aap customer care se help mang sakte ho kisi bhi asuvidha ka smadhan pane ke liye aap niche diye gye no. Par call kar skte hai 

AIRTEL payment Bank customer care se aap Hindi English kisi bhi language mein information le sakte hai .call centre for airtel customer 400 for other operators: 8800688006 ( standard calling rate apply)

Email : wecare@airtelbank.com

AIRTEL PAYMENT BANK REVIEW

Agr hum baat kre Airtel payment Bank ki toh goggle play store par 2021 ke dec month mein jithe bhi review diye gye hai voh sabhi Airtel payment Bank ke bare mein negative ha logo ka kehna hai ki Airtel payment Bank ki customer service boht bekaar hai .akasr

a kar bank agent baat nhi krte hai agr baat bhi krte hai toh bich mein hi call disconnect ho jati hai iske baad loan application mein bhi kyi type ki mushkile sahmne aati hai jaise ki application ka bich mein hi ruk Jan aur bugs ka aajna etc agr hum baat kre toh Airtel payment Bank se di jane vali loan Bayaj daro ke baare mein toh yeh 11 dashmalav 99% mein shuru hoti hai magar takeraban 60% par vaarshik daro par pahuch jati hai .ab yeh nirbhar karta hai ki agr aapko 20% se neeche Bayaj mil rah hai toh 

Ho sakta hai ki aapke liye kuch faydemand hoga magar agr yeh aankda 30% se zyda chke jata hai toh humari advice hai ki aap iss loan se bache kyuki zyda Bayaj daro vali loan customer ke liye saabit nhi hoti hai jitne ka fayda nhi hota hai usse zyda ka customer Bayaj bhr deta hai hala ki kuch logo ka kehna hai ki Airtel payment Bank ki seva achi hai magar zydatar review ko Hume goggle Mile voh iss app ke bare negative hi mile Islyi hum aapko salah dete hai ki koi bhi kadam uthane se pehle aapko soch vichaar kar lena chahiye taaki aap future mein aane vali kisi bhi problem se bach sake .

CONCLUSION

Toh dosto aaj ke iss article mein humnein Airtel payment Bank ke baare mein vistaar purvak jaan aur Airtel payment Bank se sambhadith sabhi type ki information iss article ke madhyam se paayi aasha krte hai ke yeh article aapke liye jaankari bahrpoor hoga .

Iss article mein humein Airtel payment Bank se sambhadith kuch mukhya pehluoo par charcha ki jaise ki Airtel payment Bank se loan kaise le ? Airtel payment Bank loan, interest care review customer care etc ke bare mein iss article ko apne relatives aur frnds ke bich mein zarur share kre taaki voh bhi emergency vakt mein online loan ka lufat utha sake. issi type ke other important loan jaankariyo ke liye aap humari website ke mukhya page par jaankari prapat kar skte hai.

Also Read -: CASHe Personal Loan App Se Loan Kaise Le ?

Also Read -: MPokket: Instant Loan App Se Loan Kaise Le ?

Also Read -: Avail Finance: Credit Loan App Se Loan Kaise Le ?

Also Read -: Kissht: Instant Line Of Credit Se Loan Kaise le?

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Related Articles

21 Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

ADVERTISEMENT

Back to top button