ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

HDFC Bank Gold Loan APPLY ONLINE | INTEREST RATE | ELIGIBILITY

HDFC BANK GOLD LOAN

ADVERTISEMENT

Namaskar dosto swagat hai aapka humare ek aur article mein jisme Aaj baat karne vale hai HDFC Bank ke dwara diye jane vale Gold Loan ke bare mein. Dosti Sona ek aisi cheej hai jiski help se aap to sone ko girvi rakhkar aap apne mushkil time mein Paiso ka bandobast kar sakte hai. Toh dosto aaj ki iss post mein Hum aapko HDFC Bank ke dwara diye jane vale Gold Loan ke bare mein btane vale hai toh aapse ek baar ek request hogi ki aap humari iss post ko aakhir tak zarur padhe taki aap bhi Gold Loan lena chahte hai ya fir aapka koi dost hai vo yahan se Gold Loan lena chahta hai toh aap usko humari yeh post de sakte hai aur aap khud bhi usko bta sakte hai ki aap kis tarah se HDFC Bank ke dwara Gold Loan le sakte hai.

Also Read -: PaySense Loan App se loan kaise le? PaySense Loan App Interest Rate

ADVERTISEMENT

HDFC Bank Gold Loan Loan Amount

ADVERTISEMENT

‌Sabse pehle dosto hum aapko HDFC Bank ke dwara jo Gold Loan milega uske aapko kuch important highlight dikha dete hai.

  • ‌yahan se aapko Jo Gold Loan diya jayega sir Gold Loan aapko bahot hi jaldi mil jayega.
  • ‌Aapko yahan par bayaj dar takreeban 10% ke hisab se lagti hai.
  • ‌Aapko yahan se Gold Loan takreeban 2 saal ke liye mil jayega
  • ‌Aapka jo Gold Loan scheme ke Antargat 25000 tak ka bhi Loan mil sakta hai.

Also Read -: Rufilo Loan App Se Loan Kaise Le | Rufilo Loan App Interest Rate

ADVERTISEMENT

HDFC Bank Gold Loan ke dwara diye jane vale kuch important Qualities ke bare mein baat kar lete hai.

  • Dosto aapko yahan pr Bayaj dar bahut kam dekhne ko milti hai. Yahan par aapko Bayaj dar takreeban 10% ke aaspaas hi dekhne ko milti hai.
  • Teesra aapko yahan par 2 saal ke liye Gold Loan mil jata hai.
  • Chautha aapko Jo Loan ki rashi di jaati hai
  • Voh National 80% tak kal de di jati hai jo bhi sone ki asli keemat hoti hai.
  • Aapko Kam se kam Documents ki need hoti hai agar aap HDFC Bank ke dwara Gold Loan lete hai.
  • HDFC Bank ke dwara bnaya gya payment schedule bahut hi badiya hai aap yahan par payment daily , monthly and weekly bhi de sakte hai.
  • Yahan se aapko Jo Loan diya jayega vo puri tarah se safe hoga.

HDFC Bank Gold Loan Interest Rate

HDFC Bank Gold Loan Interest Rate

Yahan par aapko Teen tarah ke Bayaj dar dekhne ko milenge.

  • Pehle toh aapko yahan par sabse kam Bayaj dar dekhne ko milta hai jo ki takreeban 9.90% Hisaab se lagta hai.
  • Dusra aapko zyda se zyada Bayaj dar dekhne ko milta hai jo ki takreeban 16% hisaab se milta hai.
  • Teesra aapko yahan par average 1.52% hisaab se Bayaz dar dekhne ko milta hai.
  • Toh dosto ab aapko pta lag gya hoga ki aapko Loan par kitne % ke hisaab se Bayaj lagta hai.

Also Read -: Stashfin – Credit Line & Funds Loan App Se Loan Kaise Le | Review

Dosto hum baat kar lete hai HDFC Bank ke dwara jo aapko Gold Loan diya jayega uss Gold Loan ke liye aapke pass kon kon si fees lgaaye jayenge.

Also Read -: CASHe Personal Loan App Se Loan Kaise Milta Hai? Review | Interest Rate

Fees and Charges

  • Sabse pehle dosto aapko yahan par processing fees deni hogi jo processing please ki aur se aapko yahan par HDFC Bank ko deni hogi kya processing fees 1.5% ke hisaab se lgaayi jaegi .Iske saath hi aapko alag alag tarah se GST bhi bharni hogi
  • Dusra aapko yahan par valuation fees bhi deni hogi. Jo aapko 1.5 lakh rupees ke loan pr 250 deni hogi
  • Aur agr aapka loan 150000 se zyada hai toh aapko yahan pr Rs.500 valuation fees deni hogi
  • Yahan par aapko late payment charges dekhne ko milte hai jo aapko 2% kr hisaab se lgenga.
  • Yahan par aapko stamp duty par dekhne ko milti hai . Voh stamp duty aapko alag alg states mein sabme dekhne ko milengi.

Also Read -: Punjab National Bank Business Loan Apply Online | Business Loan

Hum dosto baat kr lete hai HDFC Bank Gold Loan se Gold Loan lene ke liye aapko kon kon si eligibility criteria ko pura krna hoga.

Also Read -: Bank Of Baroda Personal Loan Apply Online | Interest Rate

Eligibility criteria

  • Aapki age kam se kam 18 years honi chahiye agr aapki age 18 years se kam hai toh aapko Loan nhi diya jayega.
  • Dusra aapko Nationality Indian honi chahiye aur aap India ke nagrik hone chahiye.
  • Teesra aap jo bhi kaam krte hai chahe aap sarakari naukri ka kam krte hai chahe private ya aap housewife hai ya businessman ho tab bhi aapko Loan mil skta hai.
  • Aap blood donation se Loan le skte ho.

Hum baat kr lete hai aapko kon kon se documents ki need hogi agr aap toh HDFC Bank Gold Loan lena chahte hai.

Also Read -: Axis Bank Gold Loan Rate | Documents | Interest Rate | Apply

Document Required.

  • Sabse pehle aapko apne passport ki need hogi aapko ek baat dhyaan mein rakhni hai aap jo passport denge voh radd na hogya ho.
  • Aapko HDFC Bank ko driving licence dikhana hoga aapko veh driving licence expire na hua ho.
  • Aapko voter ID card ki need hogi.
  • Aapko adhaar card ki need hogi agr aap HDFC Bank se Gold Loan lena chahte hai.
  • Aapko PAN card ki need hogi
  • Passport size picture ki need hogi.

Also Read -: ICICI BANK GOLD LOAN Kaise Le | ICICI BANK GOLD LOAN Review

HDFC Bank Gold Loan kaise le sakte hai?

HDFC Bank Gold Loan Kaise Le Sakte Hai?

Dosto HDFC Bank Gold Loan lene ke liye aapko do options dekhne ko mil jate hai ya toh aap jo bhi Sona girvi rakhna chahta hai uss sone ko  lekr bank jaayie toh aapko tabhi Loan mil jaayega aur agr aap ghr mein bethe bethe Loan ke liye apply karna chahte hai toh hum aapko uska tareeka bhi bta dete hai.

Agr aap bethe-bethe board mein baat krna chahte hai toh aapko HDFC Bank ki website par Jana hoga .Uss website mein jakar aapko Gold Loan vale option par click krna hoga fir aapko sari information fill krni hogi aur fir aapko bta diya jayega ki aap iss group ke liye eligible hai k nhi aur agr aap eligible honge toh aapke ghr par ek HDFC Bank Gold Loan ke liye custom help worker bheja jayega jo ki aapke dvara dikhaye sone ko check krega aur agr aapka sona bilkul sahi hua toh aapkse aur information lene ke baad vo worker aapko Loan de dega ya aap logo ke khate mein voh sari raashi daal di jayegi.

Also Read -: SBI Life Insurance Kaise Le | SBI Life insurance Types | Apply ?

Toh dosto aaj ki iss post mein humnein Jana ki aap kis tarah se HDFC Bank ke dwara diye jane vale Gold Loan ko paa skte hai. kon kon si alg alg cheeje dekhne ko milti hai aapko kitne % Bayaj dar dekhne ko milegi , aapko kitna Tenure rate dekhne ko milega.

Also Read -: CreditBean Loan App Se Loan Kaise Le | CreditBean Loan Review

Toh dosto aaj ki humari iss post mein itna hi Hum post dalte rhenge aise information ke sath Tab tak ke liye apna khyaal rakhiye. Ghar pr aayie bahar kahin bhi chahiye maa sathi chahiye..Tab tak ke liye

JAI HIND VANDE MATARAM.

Also Read -: Top 15 Best Loan Application In India 2022

ADVERTISEMENT

Check Also

Axis Bank Neo Credit Card कैसे लें? Axis Bank Neo Credit Card Review 2024

Axis Bank Neo Credit Card कैसे लें? Axis Bank Neo Credit Card Review 2024

Axis Bank Neo Credit Card ADVERTISEMENT आज के डिजिटल युग में, ऑनलाइन शॉपिंग हमारी ज़िंदगी …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

ADVERTISEMENT